SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuufa"
Ghazal MATCHES FOR "kuufa"
Ghazal
aastii.n saa.npo.n kii pahne.nge gale me.n maalaa
ahl-e-kuufa ko na.ii shahr-panaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
dimashq-e-maslahat o kuufa-e-nifaaq ke biich
fuGaan-e-qaafila-e-be-navaa kii qiimat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ham ko bhii ma.aluum thaa anjaam kyaa hogaa magar
shahr-e-kuufa kii taraf ham bhii safar karte rahe
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
kare.nge ahl-e-nazar taaza bastiyaa.n aabaad
mirii nigaah nahii.n suu-e-kuufa-o-baGdaad
Allama Iqbal
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
mai.n pahle kuufa gayaa is ke baa'd misr gayaa
idhar baraa.e-shahaadat udhar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Ghazal
sadaa-e-al-amaa.n diivaar-e-girya se palaT aa.ii
muqaddar kuufa o kaabul kaa jo mismaar honaa thaa
Umair Manzar
Ghazal
un ko me.n karbalaa ke mahiine me.n laa.uu.ngaa
kuufa ke saare log madiine me.n laa.uu.ngaa
Ahmad Khayal
Ghazal
ab apne dil me.n mujhe basaanaa hai karbalaa ko
ab apne dil se dayaar-e-kuufa nikaalnaa hai
Mahwar Sirsivi
Ghazal
kuufa-e-shab ne jo ta.abiir kii had jaarii kii
mai.n ne jalte hu.e KHvaabo.n kii azaa-daarii kii
Mohsin Changezi
Ghazal
zamiin-e-kuufa ko yuu.n hii KHaraab rahnaa thaa
to kis liye ye sinaan-o-guluu me.n phuul khile
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Nasir Shahzad
Ghazal
jo sansanaataa hai kuufa o nainvaa kaa KHayaal
gulu-e-jaa.n kii taraf tiir aane lagte hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
madiina chho.Daa to kuufa hu.aa nasiib hame.n
ki hijrate.n hii milii.n ham ko umr-bhar ke liye
Wafa Naqvi
Ghazal
ham bhii tayyaar hai.n phir jaan luTaane ke liye
saamne phir vahii kuufa vahii vaadii hai to kyaa