SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuufa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kuufa"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aastii.n saa.npo.n kii pahne.nge gale me.n maalaa
ahl-e-kuufa ko na.ii shahr-panaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
dimashq-e-maslahat o kuufa-e-nifaaq ke biich
fuGaan-e-qaafila-e-be-navaa kii qiimat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
ham ko bhii ma.aluum thaa anjaam kyaa hogaa magar
shahr-e-kuufa kii taraf ham bhii safar karte rahe
Ambareen Haseeb ambar
MORE MATCHES FOR "kuufa"
Ghazal
Nasir Kazmi
Sher
havaa-e-kuufa-e-naa-mehrbaa.n ko hairat hai
ki log KHema-e-sabr-o-razaa me.n zinda hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
mai.n pahle kuufa gayaa is ke baa'd misr gayaa
idhar baraa.e-shahaadat udhar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Nazm
karbala
hame.n to kuufa lage ye duniyaa
qadam qadam aazmaa.isho.n kii fazaa milii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
sadaa-e-al-amaa.n diivaar-e-girya se palaT aa.ii
muqaddar kuufa o kaabul kaa jo mismaar honaa thaa
Umair Manzar
Sher
furaat-e-chashm pe hai karbalaa kii tuGyaanii
daruun-e-kuufa-e-dil iid karne aayaa huu.n
Tafzeel Ahmad
Ghazal
un ko me.n karbalaa ke mahiine me.n laa.uu.ngaa
kuufa ke saare log madiine me.n laa.uu.ngaa