SEARCH RESULTS
Showing search results for "laa.iq-e-sajda"
Ghazal MATCHES FOR "laa.iq-e-sajda"
Ghazal
vo hai hii laa.iq-e-sajda so ham ne sajda kiyaa
vo aur hai.n jo azaab o savaab dekhte hai.n
Arif Imam
Ghazal
mujh ko kiyaa hai laa.iq-e-sajda isii liye
ajzaa-e-kaa.enaat me.n sab se judaa huu.n mai.n
Ahmad Adil
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
mire vajuud ko miTTii se yuu.n uThaayaa gayaa
ki mujh ko laa.iq-e-sajda kabhii banaayaa gayaa
Tariq Sindhi
Ghazal
mil gayaa jahd-e-musalsal kaa sila mujh ko 'la.iiq'
kal ke Gam aaj mire aish kaa saamaan bane
Laiq Siddiqi
Ghazal
qadr-e-mehnat na hu.ii saare zamaane me.n 'la.iiq'
lauT aaya mai.n KHayaalaat ke jauhar le kar
Laiq Siddiqi
Ghazal
jab sab hii yahaa.n laa.iq-e-gardan-zadanii hai.n
phir tum hii kaho ham hii KHataa-vaar hu.e kyuu.n
Qamar Siddiqui
Ghazal
laa.iq-e-diid hai fankaar ke chehre kaa jamaal
shaaKH-e-afkaar se jab ko.ii gul-e-tar ubhre
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
zamaana puuchhtaa hai mujh se daastaan-e-alam
magar ye dukh hai ki ye laa.iq-e-KHitaab nahii.n
Ateeb Anwar Sahil
Ghazal
zaalim kaa to har zulm ravaa rakhtii hai duniyaa
mazluum yahaa.n laa.iq-e-taa’ziir hu.aa hai
Meesam Naqvi
Ghazal
Thahraa huu.n isii baat pe mai.n laa.iq-e-taaziir
jis baat pe baKHshii ga.ii.n auro.n kii KHataa.e.n
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
mai.n laa.iq-e-kushtan huu.n ye sach hai magar dekho
taqdiir biga.D jaanaa taqsiir nahii.n hotii
Qayyum Nazar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye un kii mehrbaanii hai ye un kii izzat-afzaa.ii
ki mere zaKHm ko vo laa.iq-e-marham samajhte hai.n