SEARCH RESULTS
Showing search results for "laagat"
Ghazal MATCHES FOR "laagat"
Ghazal
musalsal bechnaa pa.Dtii thii.n KHushiyaa.n
Gamo.n par itnii laagat aa rahii thii
Fahmi Badayuni
Ghazal
barso.n jise kamaane me.n dil ne lagaa diye
aa.nkho.n ke raaste se vo daulat chalii ga.ii
Kamal Hatvi
Ghazal
Wasiq Ansari
Ghazal
hisaab KHuub rakhaa tum ne apnii laagat kaa
mire nisaab me.n suud-o-ziyaa.n chale kaise
Anees Ansari
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
tumhe.n zaruur ko.ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.nkhe.n hamaarii kahaa.n se laa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
sar se paa tak vo gulaabo.n kaa shajar lagtaa hai
baa-vazuu ho ke bhii chhuute hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
jab shaaKH ko.ii haath lagaate hii chaman me.n
sharmaa.e lachak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
mai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki tum hii mujhe ijaazat do
tumhaarii tarah se ko.ii gale lagaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n