SEARCH RESULTS
Showing search results for "laaj"
Ghazal MATCHES FOR "laaj"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
go havaa-e-gulsitaa.n ne mire dil kii laaj rakh lii
vo naqaab KHud uThaate to kuchh aur baat hotii
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
rah ga.ii laaj mirii arz-e-vafaa kii 'mushtaaq'
KHaamushii se tirii kyaa kyaa na ishaare nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Naushad Ali
Ghazal
mirii iltijaa hai tujh se mirii bandagii badal de
ki tire karam mirii jaa.n mirii lau lagii hu.ii hai
Fana bulandshahri
Ghazal
tuu aa.e to tirii kaarii-garii kii laaj rahe
ham aaj dasht me.n rah kar bhii ghar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
abr jhukaa hai chaa.nd ke gore mukh.De par
chho.Do laaj lago dil se mu.nh mo.Do mat
Ameeq Hanafi
Ghazal
KHudaa ne laaj rakhii merii be-navaa.ii kii
bujhaa charaaG to jugnuu ne rahnumaa.ii kii
Iqbal Ashhar
Ghazal
ghuTan azaab-e-badan kii na merii jaan me.n laa
badal ke ghar miraa mujh ko mire makaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
laa Gam hii Daal de mire dast-e-savaal me.n
mai.n kyaa karuu.n KHushii ko jo terii KHushii nahii.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
rakh lii jinho.n ne kashmakash-e-zindagii kii laaj
be-dardiyaa.n na puuchhiye un se hayaat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tamaam aa.iina-KHaane kii laaj rah jaatii
ko.ii bhii aks agar be-misaal rah jaataa
Jamal Ehsani
Ghazal
iimaa.n bhii laaj rakh na sakaa mere jhuuT kii
apne KHudaa pe kitnaa mujhe e'timaad thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Shahryar
Ghazal
hazaar shukr hu.aa aaftaab-e-hashr tuluu
ba.Dii to laaj rahii ye ki tuu nazar aayaa