SEARCH RESULTS
Showing search results for "laaj"
Nazm MATCHES FOR "laaj"
Nazm
muflisi
auro.n ko aaTh saat to vo do Take hii paa.e
is laaj se ise bhii lajaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raqib
har ik kiran ko mire paas laa.e jaataa thaa
mujhe na KHaar kaa andesha thaa na Thokar kaa
Meeraji
Nazm
din ke rup mein raat kahani
us ke bikhre hu.e gesuu saa.e
laaj kii miiThii jhijak bhii saaya
Meeraji
Nazm
dilli teri chhanw…
mai.n ramtii pahu.nchii apno.n tak
par priit paraa.ii laa.ii huu.n
Fahmida Riaz
Nazm
imtihan se pahle
apnii mehnat kii laaj rakhnii hai
kal kii buniyaad aaj rakhnii hai
Shaukat Pardesi
Nazm
restaurant
shauhar ko dekhe to lajaa.e laaj ko oT banaa.e
har aane vaale par ik bharpuur nazar dau.Daaye
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mera watan
terii Gairat nai kar diyaa barbaad
KHaandaano.n ke laaj ne maaraa
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
ai ri chiDiya
baiThe baiThe tuu ne kitnii laaj se dekhaa
piital ke us ik til ko jo terii naak me.n hai
Majeed Amjad
Nazm
targhib aur uske baad
tarGiib:
phir mai.n kaam me.n lag jaa.uu.ngaa aa fursat hai pyaar kare.n
Akhtarul Iman
Nazm
is waqt ghazal ki baat na kar
ye parashn vatan kii laaj kaa hai
jii khol ke de jii jaan se de
Nazeer Banarasi
Nazm
bachchon ka dinner
ye gaal gore the jo aaj laal laal hu.e
ki in pe kar ga.e halkaa massage do thappa.D