SEARCH RESULTS
Showing search results for "laal-e-mai"
Ghazal MATCHES FOR "laal-e-mai"
Ghazal
zaahir hai tirii nargis-e-maKHmuur se mastii
Tapke hai tire laal-e-mai-aashaam se lazzat
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
dil jaa.n nisaar-e-mai hai zabaa.n taa.ib-e-sharaab
is kashmakash me.n ruuh kii taaziir ho ga.ii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
gar yahii fasl-e-junuu.n-zaa hai yahii abr-e-bahaar
azmat-e-tauba nisaar-e-mai-kashii ho jaa.egii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pur-samar shaaKH ko hai sar kaa jhukaanaa achchhaa
chho.D de apne se ye maa-o-manii KHuub nahii.n
Chandu Lal Bahadur Shadan
Ghazal
hai kaun saa jahaa.n me.n vo aadaab-e-mai-kashii
jis se miraa shu.uur-e-Gazal aashnaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
piir-e-muGaa.n ke marte hii bhaTTii uja.D ga.ii
kashtii-e-mai bhii Duub ga.ii naaKHudaa ke saath
Sham Lal Roshan Dehlvi
Ghazal
ahbaab hai.n mai-KHaana hai pahluu me.n hai maa'shuuq
ab hazrat-e-'shankar' ko tamannaa se Garaz kyaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
hai suruur-e-baada-e-rangii.n suKHan-saazii merii
mauj-e-bahr-e-mai hai 'sho.ala' sher mastaana meraa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
sajde karte hai.n KHum-e-mai ko vufuur-e-nashshaa me.n
suurat miinaa-e-mai maddaah shaan-e-mai-farosh
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
mai-kasho.n kaa hai KHudaa haafiz-o-naasir har dam
kashtii-e-mai ke liye nuuh kaa tuufaa.n kaisaa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ai saaqi-e-mai-KHaana tire daur me.n ye kyaa
tarsaa kare.n ham aur ko.ii jaam na aa.e
Harbans Lal Aneja 'jamaal'
Ghazal
du'aa-e-mai-parastaa.n rang laa.ii mo'jiza ho kar
uma.nD aa.e hai.n rahmat ban ke baadal dekhte jaa.o
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
mast ho diida-e-mai-guu.n se zamaana saaraa
tum jo paimaane se aa.nkh apnii badal jaane do