SEARCH RESULTS
Showing search results for "lab-basta"
Ghazal MATCHES FOR "lab-basta"
Ghazal
lab-basta KHasta-haal pareshaan hai.n bahut
aise bhii tere shahr me.n insaan hai.n bahut
Mahendra Raina
Ghazal
Syed Qadir Muhiuddin Mahir
Ghazal
hairaan hai.n lab-basta hai.n dil-giir hai.n Gunche
KHushbuu kii zabaanii tiraa paiGaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
varna kaun sune kam-zarfo.n ke ta.ane
majbuurii ke baa.is huu.n lab-basta mai.n
Shamshad shaad
Ghazal
gul-e-nau-KHez ko tesha bhii banaa de yaa-rab
sa.ng-e-lab-basta ke siine me.n asar karnaa hai
Rafiq Raaz
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
log lab-basta agar ho.n to nikal aatii hai.n
chup ke pairaaya-e-iz.haar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
dam-e-sub.h lab-basta kaliyo.n ko jaa kar
'shifaa' gudgudaane ko jii chaahtaa hai
Shifa Gwaliari
Ghazal
diivaana-vaar un se mulaaqaat ho kabhii
lab-basta ham kahe.nge agar baat ho kabhii
Hidayatullah
Ghazal
lab-basta dil-e-kushaada chaman me.n guzaariye
ye Gunchagii kii rasm gulo.n kaa shi.aar hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
lab-basta bastiyo.n kaa phir anjaam ye hu.aa
sab kaa luTaa qaraar yake-ba.ad-diigre
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
agar tuu saamne aayaa to khul jaa.e.nge pushtaare
hame.n rahne de lab-basta hamaare saamne mat aa
Hamida Shaheen
Ghazal
kaan me.n kohraam dil me.n khaultii aavaaz kaa
log lab-basta hai.n chehro.n se ubaltaa shor hai
Shahzad Nayyar
Ghazal
lams kii aa.nch se kuchh aise hai.n lab-basta ki ab
guftuguu hogii to aa.nkho.n kii zabaanii hogii
Amit Goswami
Ghazal
lab-basta daf.atan jo hu.aa zaKHm-e-dil miraa
dilbar ke KHvaan kaa vo namak-daa.n nahii.n rahaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
mai.n chup hu.aa to zaKHm mire bolne lage
sab kuchh zabaan-e-haal se lab-basta kah diyaa