SEARCH RESULTS
Showing search results for "lab-basta"
Nazm MATCHES FOR "lab-basta"
Nazm
mere zaKHmi honT
nashsha jis vaqt bhii TuuTegaa, ka.ii andeshe
sub.h-e-lab-basta ke siine me.n utar aa.e.nge
Mustafa Zaidi
Nazm
ahad-nama-e-imroz
jin kii daanaa.iyaa.n tan-barhana ku.nvaarii kaniizo.n kii maanind
lab-basta thii.n
Aziz Qaisi
Nazm
ek lamha
raqs karne lagtii hai.n muurate.n ajantaa kii
muddato.n ke lab-basta Gaar gaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
talash
vo mazluumo.n ke be-aavaaz naalo.n me.n
vo mahruumo.n ke lab-basta savaalo.n me.n
Meer Anjum Parvez
Nazm
wo shaKH-e-mahtab kaT chuki hai
lab-basta hijrato.n kaa har ek lamha
taviil sadiyo.n ko o.Dh kar saa.ns le rahaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
naya janm
khi.Dkiyaa.n jis kii ka.ii saal se lab-basta hai.n
jis ke darvaaze kii zanjiir ko hasrat hii rahii
Zubair Rizvi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
mere kamre me.n utar aa.ii KHamoshii phir se
saaya-e-shaam-e-Gariibaa.n kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
ajnabi
ab ye ehsaas dam-e-fikr-e-suKHan hone lagaa
apnii hii nazmo.n kaa bhuulaa hu.aa kirdaar huu.n mai.n
Shaz Tamkanat
Nazm
ittifaqat
aaj, is saa.at-e-duzdiida-o-naayaab me.n bhii,
jism hai KHvaab se lazzat-kash-e-KHamyaaza tiraa