SEARCH RESULTS
Showing search results for "lagaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "lagaa.e.n"
Ghazal
chalo 'faiz' phir se kahii.n dil lagaa.e.n
sunaa hai Thikaane ke din aa rahe hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ye bhii nayaa sitam hai hinaa to lagaa.e.n Gair
aur us kii daad chaahe.n vo mujh ko dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gale lagaa.e.n kare.n tum ko pyaar eid ke din
idhar to aa.o mire gul-ezaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
so.e hu.e hai.n log to ho.nge sukuun se
ham jaagne kaa rog lagaa.e.n kisii ko kyaa
Habib Jalib
Ghazal
soz-e-daruu.n se apne sharar ban ga.e hai.n ashk
kyuu.n aah-e-sard ko na pati.nge lagaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
tujh ko bhii kaam aanaa nahii.n vaqt par kabhii
ummiid kyaa lagaa.e.n tirii dostii se ham
Siddharth Saini Saad
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sar cha.Dhaa.e.n kabhii aa.nkho.n se lagaa.e.n saaqii
tere haatho.n kii chhalak jaa.e jo paimaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
aur bhii aa.e the darmaan-e-mohabbat le kar
aap bhii aa.e.n ko.ii zaKHm lagaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
duur gagan par ha.nsne vaale nirmal komal chaa.nd
be-kal man kahtaa hai aa.o haath lagaa.e.n tumhe.n