SEARCH RESULTS
Showing search results for "lahad"
Ghazal MATCHES FOR "lahad"
Ghazal
mirii lahad pe pata.ngo.n kaa KHuun hotaa hai
huzuur sham.a na laayaa kare.n jalaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
saa.ns lete hu.e insaa.n bhii hai.n laasho.n kii tarah
ab dha.Dakte hu.e dil kii bhii lahad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
Dartaa huu.n ye ta.Dap ke lahad ko ulaT na de
haatho.n se dil dabaa.e hu.e huu.n mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
lahad me.n so.e hai.n chho.Daa hai shah-nashiino.n ko
qazaa kahaa.n se kahaa.n le ga.ii makiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
shahiid jism salaamat uThaa.e jaate hai.n
jabhii to gor-kano.n se lahad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
jhuTpuTe kaa aalam hai jaane kaun aadam hai
ik lahad pe rotaa hai mu.nh ko Dhaa.np kar tanhaa
Javed Akhtar
Ghazal
na malak savaal karte na lahad fishaar detii
sar-e-raah-e-kuu-e-qaatil jo miraa mazaar hotaa
Ameer Minai
Ghazal
lahad me.n aa.e.n nakiirain aa.e.n bismillaah
har ik savaal kaa ham bhii javaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
jaa.n se aziiz tar hai mare dil ko daaG ishq
mahtaab lahad kii shab-e-taar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaTii hai umr bahaaro.n ke sog me.n 'amjad'
mirii lahad pe khile.n jaavedaa.n gulaab ke phuul
Majeed Amjad
Ghazal
aa hii gayaa vo mujh ko lahad me.n utaarne
Gaflat zaraa na kii mire Gaflat-shi.aar ne
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
o barq-e-tajallii tire kushte kii lahad par
kyaa lauh bane tuur kaa patthar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
nasiim-e-sham'-e-lahad ko zaraa bachaa.e hu.e
yahii hai ek Gariibo.n ke rone vaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
taariikii-e-lahad se kuchh 'aaGaa' na KHauf kar
daaman hai tere haath me.n zahraa ke laal kaa