SEARCH RESULTS
Showing search results for "lailii"
Ghazal MATCHES FOR "lailii"
Ghazal
nafas-e-qais ki hai chashm-o-charaaG-e-sahraa
gar nahii.n sham-e-siyah-KHaana-e-lailii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
shoriidgii ba.Dhtii hai dar-e-lailii-e-zar par
diivaar pe ye sar ko paTaktaa bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
lailii-e-husn zaraa dekh tire dasht-nazhaad
sar-ba-sar KHaak hai.n aur KHaak u.Daanii bhii nahii.n
Ayub Khawar
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
lailii-e-shab-e-hijr ne bikhraa diye gesuu
maatam me.n mire chaak-e-garebaa.n hai sahar bhii
Yagana Changezi
Ghazal
aa.nkhe.n banvaa.iye pahle zaraa ai hazrat-e-qais
kyaa inhii.n aa.nkho.n se nazzaara-e-lailii hogaa
Yagana Changezi
Ghazal
ho aql to ho til kii jagah aa.nkh me.n lailii
jhak qais kii hai saahib-e-mahmil nahii.n miltaa
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Shaghil Qadri
Ghazal
sar-niguu.n hai sarv-qad kii fikr me.n
bed ne majnuu.n kii sab lailii tarah
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
lailii-e-shoKH-adaa ain-e-tasavvur jo banii
qais ko daaman-e-sahraa me.n hudaa-KHvaa.n samjhaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
qais diivaana tiraa ai lailii-e-mahmil-nashii.n
terii suurat dekhne ko kis qadar betaab thaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
phir baguule hai.n ravaa.n bahr-e-qadam-bosii-e-shauq
qais ko lailii-e-mahmil kaa KHayaal aayaa hai