SEARCH RESULTS
Showing search results for "lauTe"
Ghazal MATCHES FOR "lauTe"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
KHabar kyaa duu.n mai.n shahr-e-raftagaa.n kii
ko.ii lauTe bhii shahr-e-raftagaa.n se
Jaun Eliya
Ghazal
Gam bik rahe the mele me.n KHushiyo.n ke naam par
maayuus ho ke lauTe hai.n har ik dukaa.n se ham
Rajesh Reddy
Ghazal
kisii ne puuchhaa nahii.n lauTte hu.e mujh se
mai.n aaj kaise bhalaa ghar me.n shaam se aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
dikhaa.ii dete hai.n dhu.nd me.n jaise saa.e ko.ii
magar bulaane se vaqt lauTe na aa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
Sudarshan Faakir
Ghazal
ab ke jab gaa.nv se lauTe to ye ehsaas hu.aa
dushmanii KHuun kaa rishta bhii nahii.n chho.Dtii hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Nazeer Baaqri
Ghazal
vo jo pyaase the samundar se bhii pyaase lauTe
un se puuchho ki saraabo.n me.n fusuu.n kitnaa hai
Shahryar
Ghazal
saahil pe jaane vaale kabhii lauTte nahii.n
dhoke se bhii kabhii ko.ii saahil na ho.nge ham
Muntazir Firozabadi
Ghazal
use sataa.e.n mohabbat ke lauTte mausam
kabhii bhii raas na aa.e america us ko
Kushal Dauneriya
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
kyuu.n na lauTe vo udaasii kaa musaafir yaaro
zaKHm siine ke use roz sadaa dete hai.n
Ajay Sahaab
Ghazal
hame.n baazaar ne Thukraayaa to ghar lauTe hai.n
ik mohabbat to bahr-e-haal nibhaanii thii hame.n
Nazir Wahid
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
lauTe kuchh is tarah tirii jalva-saraa se ham
bante ga.e qadam-ba-qadam aa.ina se ham
Amir Usmani
Ghazal
ye ban-sa.nvar ke mirii saadgii me.n lauT aa.e
mire KHayaal mirii shaa.irii me.n lauT aa.e
Aisha Ayub
Ghazal
pahu.nche to dil me.n josh-e-tamannaa liye hu.e
lauTe magar luTii hu.ii duniyaa liye hu.e