SEARCH RESULTS
Showing search results for "laus"
Ghazal MATCHES FOR "laus"
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
mere fan se tumhe.n be-laus mohabbat hai agar
merii rag rag me.n utar jaa.o Gazal hone tak
Rumana Rumi
Ghazal
be-laus ho havas se agar ishq ai 'vafaa'
hai zikr-e-yaar me.n bhii maza vasl-e-yaar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
ho be-laus mohabbat jin kii Ganii ho.n jin ke dil
daaman sab ke bhar jaate hai.n aise aise log
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
jab bhii ha.nsii kii gard me.n chehra chhupaa liyaa
be-laus dostii kaa ba.Daa hii mazaa liyaa
Aslam Kolsarii
Ghazal
karam maulaa kare to aadmii be-laus hotaa hai
na ho us kii agar rahmat to ye taaqat nahii.n miltii
Aazim Gurvinder Singh Kohli
Ghazal
mujh ko be-laus mohabbat ke 'evaz me.n 'shamsii'
ho 'ataa zaKHm kii sauGaat to dukh hotaa hai
Hidayatullah Khan Shamsi
Ghazal
be-laus mohabbat kii nazar Dhuu.nD rahaa huu.n
anjaam to zaahir hai magar Dhuu.nD rahaa huu.n
Hari Chand Akhtar
Ghazal
tum to be-laus ho muKHlis ho karam-farmaa ho
itne nazdiik na aa.o ki ha.nsii aa jaa.e
Shaukat Pardesi
Ghazal
Afzal Peshawari
Ghazal
ab kahaa.n vo vaqt ke be-laus yaarii chaahiye
umr ke is daur me.n ab zimmedaarii chaahiye
Rafia Zainab
Ghazal
ai Gam-e-hijr vo tohmat jo lagaa.e mujh par
merii be-laus mohabbat kii gavaahii denaa
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
dekh kar Gairo.n kii be-laus vafaa ko 'manzar'
bebasii me.n hame.n apno.n ke sitam yaad aa.e
Abdul Majeed Manzar Murtajapuri
Ghazal
be-laus ishq-o-husn-parastii ke maa-sivaa
vallaah meraa aur ko.ii mudda.aa nahii.n
Mahir Bilgrami
Ghazal
jazbaat me.n iKHlaas se ba.Dh kar nahii.n kuchh bhii
be-laus mohabbat kaa mazaa aur hii kuchh hai
Barqi Azmi
Ghazal
Shaghil Usmani
Ghazal
be-laus-o-ravaadaar tumhaarii hii tarah ho
dushman bhii mire yaar tumhaarii hii tarah ho