SEARCH RESULTS
Showing search results for "lautaane"
Ghazal MATCHES FOR "lautaane"
Ghazal
phir se bikhrii hai tirii zulf mire shaano.n par
vaqt aayaa hai ga.e vaqt ko lauTaane kaa
Tufail Bismil
Ghazal
Shoaib Nizam
Ghazal
vo kahii.n bhii gayaa lauTaa to mire paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mire harjaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
haath KHaalii hai.n tire shahr se jaate jaate
jaan hotii to mirii jaan luTaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
dil ke luTne kaa sabab puuchho na sab ke saamne
naam aa.egaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
adhuure raaste se lauTnaa achchhaa nahii.n hotaa
bulaane ke liye duniyaa bhii aa.ii to kahaa.n aa.ii
Munawwar Rana
Ghazal
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham ne hii lauTne kaa iraada nahii.n kiyaa
us ne bhii bhuul jaane kaa va.ada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHabar kyaa duu.n mai.n shahr-e-raftagaa.n kii
ko.ii lauTe bhii shahr-e-raftagaa.n se
Jaun Eliya
Ghazal
tum lauTne me.n der na karnaa ki ye na ho
dil tiirgii me.n gher chuke aur diyaa jale