SEARCH RESULTS
Showing search results for "likhe.n"
Ghazal MATCHES FOR "likhe.n"
Ghazal
ye hukm hai ki zamiin-e-'faraaz' me.n likkhe.n
so is zamiin me.n ham paa.nv dhar ke dekhte hai.n
Humaira Rahat
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Iqbal Ashhar
Ghazal
Bedil Haidri
Ghazal
likhe.n ham aish kii taKHtii ko kis tarah ai jaa.n
qalam zamiin ke uupar davaat koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
shaan-e-taGaaful apne nau-KHat kii kyaa likhe.n ham
qaasid mu.aa tab us ke mu.nh se javaab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
bhalaa vo husn kis kii dastaras me.n aa sakaa hai
ki saarii umr bhii likkhe.n maqaala kam rahegaa
Saleem Kausar
Ghazal
tajrabe apne kahaa.n tak likhe.n 'raahii' ham bhii
ab to misra' bhii nahii.n ko.ii uThaane ke liye
Rakesh Rahi
Ghazal
haa.e kyaa log ye aabaad hu.e hai.n mujh me.n
pyaar ke lafz likhe.n lahje se Daste jaa.e.n
Ummeed Fazli
Ghazal
ba.Dhaa ke likkhe.n na shaa.er hadiis-e-zulf-e-rasaa
hu.aa hai tuul munaasib hai iKHtisaar kare.n
Rind Lakhnavi
Ghazal
Gazal likhe.n bhii to kyaa KHaak ham likhe.n 'beKHud'
zamiin dekhiye ye vaahiyaat kitnii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
un ko 'shamiim' kis tarah naama-e-aarzuu likhe.n
likhne kii baat aur hai kahne kii baat aur hai