SEARCH RESULTS
Showing search results for "load"
Ghazal MATCHES FOR "load"
Ghazal
load-shedding kii shikaayat pe dolattii maare
log bijlii ke minister ko gadhaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
khil-khilaa ke load-shedding se faiz uThaa ke
yuusuf-jaanii tujhe ye andhaa Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
miraa dushman sunaa hai kal se bhuukaa la.D rahaa hai
ye pahlaa tiir us ko naashte me.n jaa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ziya Mazkoor
Ghazal
Aaftab Muztar
Ghazal
fursat kahaa.n ki zehn masaa.il se la.D sake.n
is nasl ko kitaab na de iqtibaas de
Meraj Faizabadi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
laad na us ke husn kaa itnaa bojh 'charaaG'
aa jaa.egii moch Gazal ke shaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
usii hujuum me.n la.D-bhi.D ke zindagii kar lo
rahaa na jaa.egaa duniyaa se duur jaa kar bhii
Riaz Majeed
Ghazal
'umr kii saarii thakan laad ke ghar jaataa huu.n
raat bistar pe mai.n sotaa nahii.n mar jaataa huu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hathiyaar Daale baiThaa haaraa hu.aa ye la.Dkaa
aur vo hasiin la.Dkii duniyaa se la.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
'umr bhar to ko.ii bhii jang la.D nahii.n saktaa
tum bhii Tuut jaa.oge tajraba hamaaraa hai
Manzar Bhopali
Ghazal
pachhtaataa huu.n ki aa.nkh abas tum se la.D ga.ii
barchhii hamaare haq me.n tumhaarii nazar hu.ii