SEARCH RESULTS
Showing search results for "loch"
Ghazal MATCHES FOR "loch"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Gazal kaa loch hai tuu nazm kaa shabaab hai tuu
yaqiin kar mujhe merii hii shaa.erii kii qasam
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
us ke badan kaa loch thaa dariyaa kii mauj me.n
saahil se mai.n bahaav ko taktaa hii rah gayaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
vo gaaliyaa.n bhii agar de to sher-o-naGma lage
zabaa.n me.n loch ajab sur gale me.n rakhtii hai
Khalid Yusuf
Ghazal
suDaul baa.nho.n me.n bhartaa mai.n loch saavan kaa
vo sang mom me.n Dhaalaa nahii.n gayaa mujh se
Aamir Suhail
Ghazal
badan kaa loch labo.n kii miThaas qurb kaa lams
tasavvuraat ke sab zaa.iqe rasiile hai.n
Sultan Akhtar
Ghazal
nafas ke loch ko KHanjar banaanaa chaahtii hai
mohabbat apnii tezii aazmaanaa chaahtii hai
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
soch me.n bhii ab nahii.n pahlaa saa tevar aur loch
shauq kii diivaar gard-e-Gam se uThtii jaa.e hai
Krishna Mohan
Ghazal
Maikash Badayuni
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
soch kaa loch kabhii un ko mayassar na hu.aa
ba.az logo.n ne faqat qaafiya-paimaa.ii kii
Krishna Mohan
Ghazal
lahje ke loch me.n hai gunaaho.n kii dilkashii
aa.nkho.n me.n maabado.n kaa saveraa dikhaa.ii de
Shaz Tamkanat
Ghazal
miTTii kii sau.ndh jaate hu.e saath le u.Dii
Daalii kaa loch paat kii sabzii kalii kii baas