SEARCH RESULTS
Showing search results for "loch"
Nazm MATCHES FOR "loch"
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
kisan
KHuun jis kaa dau.Dtaa hai nabz-e-istiqlaal me.n
loch bhar detaa hai jo shahzaadiyo.n kii chaal me.n
Josh Malihabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
kyuu.n kar na shaaKH-e-gul kii lachak ho bayaan me.n
terii kamar kaa loch hai merii zabaan me.n
Josh Malihabadi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
vo log bahut KHush-qismat the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kya gul-badani hai
vo chaal me.n hai loch ki shaaKHe.n hai.n pashemaa.n
aur la.al-e-guhar-baar pe vo naGma hai Galtaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
kaif se KHumar tak
guftuguu me.n bal KHaamushii me.n loch
raat karvaTe.n karvaTo.n me.n soch
Mahboob Khizan
Nazm
naya aazar
havaa ke loch galii se nikhaar maa.ngaa thaa
tire jamaal kaa chehra sa.nvaarne ke liye
Mustafa Zaidi
Nazm
tawahhum
un ke lahje me.n vo kuchh loch vo jhankaar vo ras
ek be-qasd tarannum ke sivaa kuchh bhii na thaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
minar-e-sukut
husn jis ke loch se hai sa.ng-e-marmar me.n gudaaz
husn jis ke ruup se aahan hu.aa aa.iina-saaz
Yusuf Zafar
Nazm
jawani
a.azaa me.n lachak hai to hai ik loch kamar me.n
a.asaab me.n paara hai to bijlii hai nazar me.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
qissa-e-chahaar-KHwab
dekhne vaalo.n kii nazro.n me.n utar aane ko hai
ye badan kaa loch jaise ruuh bal khaane ko hai
Qamar Jameel
Nazm
shikayat
KHudaayaa sab ko judaa tuu ne zindagii baKHshii
kalii ko loch diyaa phuul ko ha.nsii baKHshii