SEARCH RESULTS
Showing search results for "loch"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "loch"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "loch"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
kyuu.n kar na shaaKH-e-gul kii lachak ho bayaan me.n
terii kamar kaa loch hai merii zabaan me.n
Josh Malihabadi
Ghazal
Gazal kaa loch hai tuu nazm kaa shabaab hai tuu
yaqiin kar mujhe merii hii shaa.erii kii qasam
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Geet
saa.nso.n kii aag jism kii KHushbuu na Dhal sakii
tujh me.n jo loch hai mirii tahriir me.n nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
vo log bahut KHush-qismat the
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Josh Malihabadi
Nazm
kya gul-badani hai
vo chaal me.n hai loch ki shaaKHe.n hai.n pashemaa.n
aur la.al-e-guhar-baar pe vo naGma hai Galtaa.n