SEARCH RESULTS
Showing search results for "lot"
Ghazal MATCHES FOR "lot"
Ghazal
junuu.n kii chaal pe ThiTkii na vo nazar tanhaa
yahaa.n zamaana bhii qadmo.n me.n loT jaataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
murG-e-bismil kii tarah loT gayaa dil meraa
nigah-e-naaz kii taasiir bhii kyaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
hazaaro.n loT ga.e kal uThii jo vo chilman
KHada.ng muu-e-mizha barchhiyaa.n nigaahe.n thii.n
Ameer Minai
Ghazal
taqdiir kahaa.n khii.nch lijaagii so na jaano
pan jiiv ke gul-lot jo tan chho.D na jaanaa
Qazi Mahmud Behri
Ghazal
'talab' havaa.o.n ke siine pe saa.np loT gayaa
phir ek nanhaa saa paudaa ghanaa daraKHt hu.aa
Khurshid Talab
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ab to vo bhii loT hai bulbul tirii aavaaz par
baarak-allaah KHuub phaa.nsaa tuu ne dil sayyaad kaa
Jaleel Manikpuri
Ghazal
qusuur ho gayaa qadmo.n pe loT jaane kaa
buraa na maaniye sarkaar be-KHudii hii to hai
Farooq Banspari
Ghazal
mu.nh chaa.nd us pe zulf-e-rasaa sar se paa.nv tak
kyuu.n loT-poT ho na adaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
daad-KHvaaho.n pe na.ii hashr me.n aafat aa.ii
saf kii saf loT ga.ii us ne jidhar dekh liyaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
mu.nh chaa.nd us pe zulf-e-rasaa sar se paa.nv tak
kyuu.n loT-poT ho na adaa sar se paa.nv tak
Shad Azimabadi
Ghazal
loT thaa dil qaamat-e-dildaar par muddat hu.ii
naKHl-e-tuubaa par thaa apnaa aashiyaana yaad hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
loT huu.n KHaal-e-ruKH-e-yaar pe mai.n
ho jo qismat me.n ye daanaa achchhaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
mai.n loT ho gayaa huu.n KHat-e-sabz-ra.ng par
KHaar-e-chaman se daaman-e-dil pe aTak gayaa