SEARCH RESULTS
Showing search results for "luqma-e-giza"
Ghazal MATCHES FOR "luqma-e-giza"
Ghazal
mai.n tirii jalvagarii kii taab laa saktaa nahii.n
misl-e-muusaa luqma-e-barq-e-tapaa.n ho jaa.u.ngaa
Mahwar Sirsivi
Ghazal
teG kaa phal khaayaa aab-e-teG pii kar so rahe
kasrat-e-aab-o-Gizaa se vaaqa.ii aatii hai nii.nd
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
ek jaanib liye jaatii hai qanaa.at mujh ko
ek jaanib havas-e-luqma-e-tar khii.nchtii hai
Irfan Sattar
Ghazal
havas-e-luqma-e-tar khaa ga.ii lahje kaa jalaal
ab kisii harf ko hurmat nahii.n milne vaalii
Iftikhar Arif
Ghazal
saika.Do.n gum-shuda duniyaa.e.n dikhaa dii.n us ne
aa gayaa lutf use luqma-e-tar dene me.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
luqma-e-tar na milegaa tire naazuk tan ko
gar mire KHuun pasiine se nikaalaa na gayaa
Ainuddin Azim
Ghazal
luqma-e-tar ne mire nafs ko barbaad kiyaa
yaad karte raho kankar ke nivaalo mujh ko
Kavish Badri
Ghazal
luqma-e-girdaab hone hii ko thaa mai.n aur phir
daf.atan aa.ii nazar ik mauj-e-imkaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
afsos sirf luqma-e-tar kii havas me.n aaj
insaa.n zaliil-o-KHvaar hai aa.o du.aa kare.n
Fakhir Jalalpuri
Ghazal
mai.n us kii banda-navaazii ke ramz jaantaa huu.n
ki rizq-e-shauq diyaa luqma-e-halaal diyaa
Sarshar Siddiqui
Ghazal
ham aise gaam pe dariyaa-e-KHauf me.n hai.n ki ab
shu'uur luqma-e-girdaab hone vaalaa hai
Naina Adil
Ghazal
gale me.n halqa-e-zarrii.n halaq me.n luqma-e-tar
tabhii to apnii sadaa duur tak nahii.n jaatii