SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.aab"
Ghazal MATCHES FOR "ma.aab"
Ghazal
jab us ke paas ga.nvaane ko kuchh nahii.n hotaa
to ko.ii aaj kaa izzat-ma.aab hotaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
jo aave mu.nh pe tire maahtaab hai kyaa chiiz
Garaz ye maah to kyaa aaftaab hai kyaa chiiz
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hamaare zarf ko rutbo.n se tolne vaalo
isii dayaar me.n izzat-ma.aab ham bhii the
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
sarmastiyo.n me.n shiisha-e-mai le ke haath me.n
itnaa uchhaal de.n ki surayyaa kahe.n jise
Asghar Gondvi
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
jise hai bair mirii izzat-o-vaqaar se vo
banaa ke aayaa thaa izzat-ma.aab kii suurat
Mah Jabeen Najm
Ghazal
Gam-e-davaam ke asraar be-naqaab hu.e
ye chand jur.e kahaa.n tak asar-ma-aab hu.e
Bismil Dehlavi
Ghazal
nahii.n hai hausla mar mar ke zinda rahne kaa
to kaun kahtaa hai jiine kii aarzuu kiije
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
ikaTThaa zar kar liyaa hai us ne bhii apne ghar me.n
raziil jitnaa thaa utnaa izzat-ma.aab Thahraa
Habeeb Saifi
Ghazal
so hashr me.n liye dil-e-hasrat ma.aab me.n
aabaad ho rahaa huu.n jahaan-e-KHaraab me.n
Ahsan Marahravi
Ghazal
sukuu.n-ma.aab samajhte the jin kinaaro.n ko
simaT ke halqa-e-girdaab hote jaate hai.n
Nikhat Barelvi
Ghazal
qaatil tuu ghar pe kaise kahuu.n mai.n buraa bhalaa
izzat-ma.aab hai miraa mehmaan bhii to hai