SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.aabid"
Ghazal MATCHES FOR "ma.aabid"
Ghazal
kii baada-kashii tark-e-ma.aabid ke muqaabil
ab is se ziyaada to sudharne kaa nahii.n mai.n
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
dil ke ma.abuud jabiino.n ke KHudaa.ii se alag
aise aalam me.n ibaadat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
bikhar jaa.e.nge ham kyaa jab tamaashaa KHatm hogaa
mire ma.abuud aaKHir kab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
suurat-paziir ham bin hargiz nahii.n ve maane
ahl-e-nazar hamii.n ko ma.abuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aamad-e-KHat se na kar KHanda-e-shiirii.n ki mabaad
chashm-e-mor aa.iina-e-dil nigaraanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
sukuut-e-shaam me.n guu.njii sadaa udaasii kii
ki hai maziid udaasii davaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
badal sakaa na judaa.ii ke Gam uThaa kar bhii
ki mai.n to mai.n hii rahaa tujh se duur jaa kar bhii
Riaz Majeed
Ghazal
vaqt KHush-KHush kaaTne kaa mashvara dete hu.e
ro pa.Daa vo aap mujh ko hausla dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
sadiyo.n se raah taktii hu.ii ghaaTiyo.n me.n tum
ik lamha aa ke hans ga.e mai.n Dhuu.nDhtaa phiraa