SEARCH RESULTS
Showing search results for "maa.il-e-be-daad-garii"
Ghazal MATCHES FOR "maa.il-e-be-daad-garii"
Ghazal
ai maah ye sab chashm-e-falak ke hai.n ishaare
aise to na thii maa.il-e-be-daad-garii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
maa.il-e-lutf hai aamaada-e-be-daad bhii hai
vo saraapaa-e-mohabbat sitam-iijaad bhii hai
Akhtar Muslimi
Ghazal
KHud ko sharminda-e-be-daad kiyaa hai kis ne
aaj bhuule se mujhe yaad kiyaa hai kis ne
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
baanii-e-be-daad bhii tum tum sitam-iijaad bhii
sab gavaaraa hai agar sun lo mirii fariyaad bhii
Sahir Siyalkoti
Ghazal
dil me.n us baanii-e-be-daad ke ghar hone do
rafta-rafta mirii aaho.n kaa asar hone do
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
dil kii chorii kaa gumaa.n aur karuu.n mai.n kis par
na gayaa ko.ii na ai baanii-e-be-daad aaya
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qad tiir saa talvaar tavaazo' se hu.aa hai
vo haath uThaate nahii.n be-daad-garii se
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Sahba lakhnavi
Ghazal
vo iltimaas-e-lazzat-e-be-daad huu.n ki mai.n
teG-e-sitam ko pusht-e-KHam-e-iltijaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aamaada-e-be-daad rahe aaTh pahar vo
fariyaad kii ulTii rahii taasiir hamesha
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ko.ii bhuulaa hu.aa andaaz-e-sitam yaad aayaa
ki tabassum tujhe zaalim dam-e-be-daad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaam jab kuchh na banaa ishq kii naakaamii se
dard ne aap ko sharminda-e-be-daad kiyaa
Nawab Moazzam Jah Shaji
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
tujh saa be-rahm ko.ii aur sitam-iijaad nahii.n
dam bhii lene kii ijaazat dam-e-be-daad nahii.n
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
husn be-chaara to ho jaataa hai aksar mehrbaa.n
phir use aamaada-e-be-daad kar letaa huu.n mai.n