SEARCH RESULTS
Showing search results for "maader-e-vatan"
Ghazal MATCHES FOR "maader-e-vatan"
Ghazal
ho.n dasht-o-koh yaa chaman ai maader-e-vatan
jannat hai teraa saaya-e-daaman jahaa.n mile
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
havaa ke pair me.n zanjiir Daal do ba.Dh kar
ki andaliib kaa shahr-e-vatan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
har shaKHs mo'tarif ki muhibb-e-vatan huu.n mai.n
phir 'adliya ne kyuu.n sar-e-maqtal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
gah qaid me.n aur gaah sar-e-daar rahe hai.n
ai pyaare vatan tere parastaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ba.De-ba.Do.n pe bhii 'maajid' ba-naam-e-arz-e-vatan
jo e'timaad thaa al-qissa muKHtasar na rahaa
Majid Siddiqui
Ghazal
ro.e Gurbat me.n hujuum-e-gul-e-sahraa.ii par
chaman-e-majma-e-yaaraan-e-vatan yaad aayaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
be-mehrii-e-arbaab-e-vatan kam to nahii.n hai
haa.n dekhnaa is dil kii chubhan kam to nahii.n hai
Syed Shafaq Shah Chishti
Ghazal
kahaa.n kaa jazba-e-hubb-e-vatan kahaa.n kaa KHuluus
bas eqtidaar kaa chakkar hai kyaa kiyaa jaa.e
Fakhir Jalalpuri
Ghazal
fazaa-e-sub.h-e-gulistaa.n se shaam-e-zindaa.n tak
KHuluus-e-ham-nafasaan-e-vatan kii baat chalii
Murtaza Ali Shad
Ghazal
KHamiir ek hai sab kaa to ai zamiin ai maa.n
zabaan-o-maz.hab-o-qaum-o-vatan ye sab kyaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
ai vatan sub.h-e-vatan shaam-e-vatan ahl-e-vatan
yaad aatii hai tumhaarii dasht-e-Gurbat dekh kar
Raz Chandpuri
Ghazal
vo haath bhii yad-e-baizaa se kam nahii.n 'aajiz'
jo KHaak-e-arz-e-vatan se banaa rahaa hai charaaG
Mushtaq Ajiz
Ghazal
Gam-KHvaar hai.n jo un kaa chalan dekh rahaa huu.n
bechainii-e-arbaab-e-vatan dekh rahaa huu.n
Ehsan Jafri
Ghazal
Anwar Sabri
Ghazal
qadr-afzaa.ii-e-maahaul-e-vatan kyaa kahnaa
daam yuusuf ke bahut aa ga.e kan.aa.n ke qariib