SEARCH RESULTS
Showing search results for "maatamii"
Ghazal MATCHES FOR "maatamii"
Ghazal
har ik kalii ne o.Dh liyaa maatamii libaas
har phuul pur-malaal hai aur chaa.nd raat hai
Wasi Shah
Ghazal
har ik kalii ne o.Dh liyaa maatamii libaas
har phuul par malaal hai aur chaa.nd-raat hai
Wasi Shah
Ghazal
zanjiir maatamii hai tum ai aaqilaan-e-shahr
ab kis ko puuchhte ho divaana to mar gayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
us Gazal ke harf 'saahil' muskuraa.e kis qadar
muddato.n se jis ne pahnii maatamii poshaak hai
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
thii yahii tamhiid mere maatamii anjaam kii
phuul ha.nste hai.n to hotii hai pashiimaanii mujhe
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dil se guzar rahaa hai ko.ii maatamii juluus
aur is ke raaste ko khulaa kar rahe hai.n ham
Zulfiqar Aadil
Ghazal
azhdahaa paaniyo.n kaa shahr-e-navaa TuuT gayaa
maatamii aa.nkh me.n aa.nsuu mire be-aab bhii the
Mansoor Ahmad
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yahaa.n ye KHaamosh maatamii sogvaar saahil
vahaa.n gaDariyo.n ke giit pyaare hai.n us kinaare
Unknown
Ghazal
'aKHtar' guzarte lamho.n kii aahaT pe yuu.n na chau.nk
is maatamii juluus me.n ik zindagii bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
jo raushnii ke libaade ko o.Dh kar aa.e
shab-e-siyaah ke vo maatamii libaas bhii hai.n
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
mai.n siyah malbuus guzre vaqt kaa huu.n maatamii
ziist ne sau.npii hai maazii kii azaa-daarii mujhe
Riaz Majeed
Ghazal
mujhe vo maatamii aa.nkhe.n lagaa.e jaa rahaa hai
vo mere KHvaab azaadaar karne vaalaa hai
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
aah ko qahqaha karne kaa hunar jaante hai.n
maatamii rang ko ham rang-e-tarab karte hai.n
Noman Badr
Ghazal
dil ki hai maatamii-e-hasrat-e-ta.amiir-e-azal
KHud hii Gaarat-e-gar-e-saamaa.n hai KHabar-daar raho