SEARCH RESULTS
Showing search results for "maatamii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maatamii"
Sher
'aKHtar' guzarte lamho.n kii aahaT pe yuu.n na chau.nk
is maatamii juluus me.n ik zindagii bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Nazm
aaKHiri bar milo
phir na dahke.nge kabhii aariz-o-ruKHsaar milo
maatamii hai.n dam-e-ruKHsat dar-o-diivaar milo
Mustafa Zaidi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maatamii"
Sher
umiid kaa ye rang hai hujuum-e-ra.nj-o-yaas me.n
ki jis tarah ko.ii hasii.n ho maatamii libaas me.n
Bekhud Mohani
Nazm
hawa jam-e-sehat tajwiz karti hai
merii maatamii chaadar
nahii.n tabdiil hogii aaj ke din bhii
Parveen Shakir
Ghazal
zanjiir maatamii hai tum ai aaqilaan-e-shahr
ab kis ko puuchhte ho divaana to mar gayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
us Gazal ke harf 'saahil' muskuraa.e kis qadar
muddato.n se jis ne pahnii maatamii poshaak hai
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
thii yahii tamhiid mere maatamii anjaam kii
phuul ha.nste hai.n to hotii hai pashiimaanii mujhe