SEARCH RESULTS
Showing search results for "mad-mast"
Ghazal MATCHES FOR "mad-mast"
Ghazal
پلا مد مست اے ساقی کہ منج عادت ہے پینے کا
ہو سر خوش دور یکدھرتے کروں گا زنگ سینے کا
Gawwasi Bedri
Ghazal
jis ko mad-mast havaa.e.n bhii bujhaa na paa.e.n
diip ik aisaa jalaayaa hai samundar mai.n ne
Jyoti Azad Khatri
Ghazal
shams ma.aduum hai taaro.n me.n ziyaa hai to sahii
chaa.ndnii raat me.n mad-mast havaa hai to sahii
Afroz Alam
Ghazal
raaz-e-mai-noshi-e-'mullaa' hu.aa ifshaa varna
kyaa vo mad-mast na thaa laGzish-e-paa se pahle
Anand Narayan Mulla
Ghazal
maan mat kar aashiq-e-be-taab kaa armaan maan
jaan kar anjaan mat ho muj kuu.n tuu be-jaan jaan
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mast-e-mai-e-ulfat kii allaah re mad-hoshii
jab hosh kabhii aayaa KHud ko bhii na pahchaanaa
Asar Bahraichi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ishq-e-but me.n kufr kaa mujh ko adab karnaa pa.Daa
jo brahman ne kahaa aaKHir vo sab karnaa pa.Daa
Akbar Allahabadi
Ghazal
man mast hai.n is tarah ravaa.n nafs ke piichhe
sar karne ko goyaa ki muhimmaat uThe hai.n
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
hamaare zaKHm kii kyaa fikr chaara-juu karte
tumhii.n ne chaak kiyaa hai tumhii.n rafuu karte
Safdar Mirzapuri
Ghazal
shiisha mai-e-gulguu.n kaa unhe.n madd-e-nazar hai
teG-e-nigah-e-mast me.n chhaalaa nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
majzuub-e-ishtiyaaq hai.n mast-e-mai-jamaal
roz-e-nuKHust se hai ye sharb-e-mudaam-e-shauq
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ye dil-jam.ii jiye jab tak jiye jiinaa usii kaa hai
piye jo sair ho ke raat din piinaa usii kaa hai
Shad Azimabadi
Ghazal
mast-e-mai se ulajh na ai garduu.n
buDDhe aataa hai kyuu.n javaan ke mu.nh
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
ye khel dekhe mohabbat ke khel me.n ham ne
na jiit jiit rahii aur na maat maat hu.ii
imtiyaz Khan Igatpuri
Ghazal
aaKHir ye husn chhup na sakegaa naqaab me.n
sharmaa.oge tumhii.n na karo zid hijaab me.n