SEARCH RESULTS
Showing search results for "maddaah"
Ghazal MATCHES FOR "maddaah"
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
maddaah huu.n mai.n dil se mohammad kii aal kaa
mushtaaq huu.n vasii-e-nabii ke jamaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
maddaah-e-KHaal-e-ruu-e-butaa.n huu.n mujhe KHudaa
baKHshe to kyaa ajab ki vo nukta-navaaz hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jo maddaah-e-nabii par ta.ana-zan mumtaaz hote hai.n
dikhaa.e.n sher apne aur mire ash.aar aa dekhe.n
Abdul Halim Sharar
Ghazal
aashiq hu.e to ishq me.n hoshyaar kyuu.n na the
ham in ke madah-KHvaa.n sar-e-baazaar kyuu.n na the
Varis Kirmani
Ghazal
alfaaz madah-KHvaa.n the qalam the bike hu.e
kaise taraash lete ko.ii shaah-kaar ham
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
ham to hai.n maddaah us ke ham ko sab manzuur hai
jo hu.aa us ne kiyaa, jo kuchh hu.aa achchhaa hu.aa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
ik mai.n hii madah-go nahii.n sarkaar aap kaa
charchaa tumhaare husn kaa har ek ghar me.n hai
Azam Jalalabadi
Ghazal
meraa maddaah mire fan se nahii.n shahr kaa shahr
KHud kii pahchaan me.n kirdaar kaa kirdaar bhii hai
Aamir Shauqi
Ghazal
ai hukuumat is taraf kyaa tuu ne sochaa hai kabhii
jo tire maddaah the kyo.n tere dushman ho ga.e
Rahib Maitreya
Ghazal
'bazm' maddaah bhii hai aap kaa aur zaakir bhii
rahm kyo.n is pe nahii.n ai shah-e-mardaa.n hotaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
ham ab maddaah-e-shaah-e-bahr-o-bar hai.n
musaKHKHar hogaa bahr-o-bar hamaaraa
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
'raafat' hame.n firdaus me.n jaagiir milegii
maddaah azal se hai.n shah-e-arz-o-samaa ke