SEARCH RESULTS
Showing search results for "maddaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maddaah"
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
maddaah huu.n mai.n dil se mohammad kii aal kaa
mushtaaq huu.n vasii-e-nabii ke jamaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
maddaah-e-KHaal-e-ruu-e-butaa.n huu.n mujhe KHudaa
baKHshe to kyaa ajab ki vo nukta-navaaz hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Naat
maddaah rahaa aap kaa har kaafir-o-momin
majmuu.a-e-aKHlaaq the maulaa-e-madiina
Dil Shahjahanpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maddaah"
Ghazal
jo maddaah-e-nabii par ta.ana-zan mumtaaz hote hai.n
dikhaa.e.n sher apne aur mire ash.aar aa dekhe.n
Abdul Halim Sharar
Sher
alfaaz madah-KHvaa.n the qalam the bike hu.e
kaise taraash lete ko.ii shaah-kaar ham
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
alfaaz madah-KHvaa.n the qalam the bike hu.e
kaise taraash lete ko.ii shaah-kaar ham
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
aashiq hu.e to ishq me.n hoshyaar kyuu.n na the
ham in ke madah-KHvaa.n sar-e-baazaar kyuu.n na the
Varis Kirmani
Mazahiya
maddaah kaun ho ki mai.n saabiq vaziir huu.n
chup hai.n qasiida-go ki mai.n saabiq vaziir huu.n
Dilawar Figar
Nazm
aaKHiri KHwahish
jo apne maddaah aur rang dekhnaa chaahtaa ho
aur meraa dil is mujassama-saaz ke liye hai
Zeeshan Sahil
Ghazal
ham to hai.n maddaah us ke ham ko sab manzuur hai
jo hu.aa us ne kiyaa, jo kuchh hu.aa achchhaa hu.aa









