SEARCH RESULTS
Showing search results for "maddaah-e-alii"
Ghazal MATCHES FOR "maddaah-e-alii"
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
nigaah-e-lutf na kii unne kyaa hu.aa ai 'alii'
ki ho.n hai.n baate.n to aisii hazaar aa.nkho.n me.n
Syed Ali Nazar
Ghazal
haath aa jaa.e agar nusKHa-e-aqavaal-e-'alii'
ek ik qaul-e-mah-o-saal badal detaa hai
Ali Muzammil
Ghazal
ba-hukm-e-yaar lave.n qabz karne aatii hai
bujhaa rahii hai? bujhaa.e havaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
pesh kartaa huu.n mai.n KHud apnii giraftaarii 'alii'
un se kahnaa ki mujhe zer-e-hiraasat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
daruun-e-siina jise dil samajh rahaa thaa 'alii'
vo niilii aag hai ye ab pataa chalaa mujh ko
Ali Zaryoun
Ghazal
havas se hotaa hu.aa aa gayaa mai.n 'ishq kii samt
ye silsila bhii usii raaste se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
naad-e-‘alii ke vird ko taar-e-nafas se jo.D
ab zindagii guzaar mirii jaa.n bhugat nahii.n
Ali Tasif
Ghazal
mujh pe hote hai.n Gam-e-dil ke sahiife naazil
jin me.n afsaana-e-aalii-guharaa.n hotaa hai
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
hazaar ma.arke sar kar ke log haar ga.e
husain-ibn-e-alii! fat.h to tumhaarii thii
Shujaat Ali Rahi
Ghazal
ajab itaab-e-mashiyyat hai mujh pe ai 'aalii'
gadaa banaa ke diyaa hai mizaaj shaahaana
Jameeluddin Aali
Ghazal
kisii ko un kaa pata kyaa bataa.e.n ai 'aalii'
hame.n to aap hii apnaa nishaa.n nahii.n ma.aluum
Jameeluddin Aali
Ghazal
ye bhii ik rasm-e-tamaashaa hai vahaa.n ai 'aalii'
dekhte rahiye magar aa.nkh uThaa.e na bane
Jameeluddin Aali
Ghazal
itnaa bhii majbuur na karnaa varna ham kah de.nge
o 'aalii' par ha.nsne vaale tuu aalii ban jaa.e
Jameeluddin Aali
Ghazal
bahut fareb samajhtaa huu.n phir bhii ai 'aalii'
mai.n kyaa karuu.n agar un par bhii e'tibaar na ho
Jameeluddin Aali
Ghazal
itnaa bhii majbuur na karnaa varna ham kah de.nge
o 'aa.alii' par ha.nsne vaale tuu 'aalii' ban jaa.e
Jameeluddin Aali
Ghazal
kyaa KHabar un ko ki hai kitnaa ajiib ai 'aalii'
ik garaa.n shai kaa kisii ke liye arzaa.n honaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
jaantaa huu.n mai.n tumhaare baatinii kirdaar ko
jubba-o-dastaar-e-aalii-mohtaram apnii jagah