SEARCH RESULTS
Showing search results for "madfuun"
Ghazal MATCHES FOR "madfuun"
Ghazal
ek madfuun dafiina inhii.n atraaf me.n thaa
KHaak u.Dtii hai yahaa.n aur vo gauhar gum hai
Rafi Raza
Ghazal
mujh me.n madfuun ba.De shahr-e-ma.aanii the magar
duur tak kar na sakaa vaqt KHudaa.ii merii
Bashir Saifi
Ghazal
bahut se gharo.n me.n KHazaane hai.n madfuu.n
nahii.n hai to ganj-e-qanaa.at nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jis kisii ne bhii sunaa.ii hai adhuurii hii sunaa.ii
ik kahaanii kisii madfuun KHaziine vaalii
Waqar Sahar
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
bahut ghuTan hai yahaa.n par ko.ii bachaa le mujhe
mai.n apnii zaat me.n madfuun huu.n nikaale mujhe
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
madfuun hu.aa zer-e-zamii.n aap kaa laaGar
chashm-e-lahad-e-ta.ng me.n jaalaa nazar aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Rasheed lakhnavi
Ghazal
vo KHud bhii kar ga.e tar aa.nsu.o.n se turbat ko
galii me.n yaar kii madfuun is aabruu se hu.aa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
lahad me.n zehn kii madfuun paikar-e-auhaam
mirii rago.n me.n machalte hai.n zindagii kii tarah
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
madfuun hu.aa zer-e-zamii.n kyaa ko.ii vahshii
kyuu.n KHaak se ghabraa ke baguulaa nikal aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
bujh ga.ii.n aarzuu.e.n shaam ke baadal kii tarah
gulshan-o-shahr hu.e barf kii tah me.n madfuu.n
Zia Jalandhari
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ye dil ki jis me.n hai.n madfuun sai.nka.Do.n yaade.n
navaadiraat kaa 'mohsin' ko.ii KHazaana hu.aa
Mohsin Ehsan
Ghazal
ab vo tahziib-o-tamaddun kahii.n madfuun hu.ii
is saliiqe se mirii jaan na urdu bolo
Aarif Nazeer
Ghazal
madfuu.n kiyaa terii hii galii me.n use aaKHir
paa.ii tire aashiq ne pas-e-marg bhii jaa KHuub