SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah.nge"
Ghazal MATCHES FOR "mah.nge"
Ghazal
kisii ko phir bhii mah.nge lag rahe the
faqat saa.nso.n kaa KHarcha thaa hamaaraa
Shariq Kaifi
Ghazal
qaa.ede baazaar ke is baar ulTe ho ga.e
aap to aa.e nahii.n par phuul mah.nge ho ga.e
Nomaan Shauque
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
naGme baazaar me.n mah.nge hai.n to kyaa Gam yaaro
nauhe ko naGma banaa.o ki ka.Dii raat kaTe
Saghar Nizami
Ghazal
mah.nge saste daam hazaaro.n naam ye jiivan
soch samajh kar chiiz ko.ii achchhii sii lenaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
mah.nge injection davaa kii goliyaa.n aur botale.n
muKHtasar saa zaKHm do din kii dihaa.Dii le gayaa
Deedar Bastawi
Ghazal
Nasir Maroof
Ghazal
har har adaa-o-naaz kii qiimat the jaan-o-dil
saude bahut hii mah.nge the us kii dukaan ke
Mohan Seerat Ajmeri
Ghazal
amaa.n jaa.o tumhe.n daulat mubaarak
hamaare KHvaab bhii mah.nge bahut hai.n
Jangveer Singh 'Rakesh'
Ghazal
mire aa.ngan ke sabhii phuul bahut mah.nge hai.n
apne gulshan ko mai.n sahraa nahii.n karne vaalii