SEARCH RESULTS
Showing search results for "majaazii"
Ghazal MATCHES FOR "majaazii"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aurat ke KHudaa do hai.n haqiiqii o majaazii
par us ke liye ko.ii bhii achchhaa nahii.n hotaa
Zehra Nigaah
Ghazal
haqiiqat dikhaataa thaa ishq-e-majaazii
nihaa.n jis ko samjhe hu.e the ayaa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aasaan-e-haqiiqii hai na kuchh sahl-e-majaazii
ma.aluum hu.ii raah-e-mohabbat kii daraazii
Hasrat Mohani
Ghazal
Irfan Ghazi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
tum ko kahaa jo chaa.nd to tum duur ho ga.e
tashbiih ko bhii tum ne majaazii banaa diyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
mai.n gunahgaar agar ishq-e-majaazii hai gunaah
mai.n KHataavaar agar is ko KHataa kahte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye shohrat majaazii hai ham jaante hai.n
ki hai bhii nahii.n bhii hai ham jaante hai.n
Aamir Azher
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
us ko samjhii hai na samjhegii majaazii duniyaa
hai haqiiqat hii haqiiqat mire afsaane me.n
Kashfi Lucknavi
Ghazal
Saabir Usmani
Ghazal
jazaa-e-ishq-e-haqiiqii rahii talab apnii
KHataa-e-ishq-e-majaazii janaab se hu.ii thii
Ali Muzammil
Ghazal
ham se is ishq-e-majaazii kii haqiiqat puuchho
ki ye but jab nahii.n milte to KHudaa miltaa hai
Natiq Lakhnavi
Ghazal
ba.ad me.n ishq-e-haqiiqii bhii mayassar ho to kyaa
ye majaazii to hame.n fauran abhii darkaar hai
Farhat Ehsas
Ghazal
majaazii ishq kisii ko sukuu.n nahii.n detaa
jise bhii dekho use dil-lagii se shikva hai