SEARCH RESULTS
Showing search results for "majlis-e-shuuraa"
Ghazal MATCHES FOR "majlis-e-shuuraa"
Ghazal
ai KHizr-e-vaqt majlis-e-aqtaab-e-vaqt me.n
zikr-e-mo.aamla ho na fikr-e-ma.aal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
majlis-e-shaam-e-Gariibaa.n hai bapaa chaar pahar
mustaqil bas abhii maahaul-e-azaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ajiib majlis-e-ahl-e-kamaal hai ki yahaa.n
har ek apnaa taraf-daar Dhuu.nDne niklaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
hai miraa har sher-e-tar 'bahraam' kaisaa pur-asar
jis ko dekho majlis-e-ahl-e-suKHan me.n mast hai
Bahram ji
Ghazal
chaaro.n taraf hai aag magar darmiyaan-e-shahr
baiThaa hai yaar majlis-e-jashn-e-tarab lagaa.e
Sarmad Sahbai
Ghazal
dukaan-o-majlis-e-naa-aashnaa-e-jauhar se
ye arjumand ba-asbaab-o-raKHt uThne lagaa
Hadis Salsal
Ghazal
raakh sii majlis-e-aqvaam kii chuTkii me.n hai kyaa
kuchh bhii ho ye miraa pindaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
suruur-e-majlis-e-ruuhaaniyaa.n tire dam se
tamaam ‘aalam-e-ajsaam kaif-baar bhii hai
Zaheen Shah Taji
Ghazal
yogan bhare dilbar u nazar-baaz u majlis
u phuul u bulbul u chaman chho.D na jaanaa
Qazi Mahmud Behri
Ghazal
mai.n ehtimaam-e-majlis-e-aadaab me.n rahaa
kyuu.n log uTh ga.e hai.n ye kyaa baat ho ga.ii
Atique Asar
Ghazal
ab na vo mai hai na vo gardish-e-paimaana-e-ishq
kaisii KHaamosh hu.ii majlis-e-viiraana-e-ishq
Wali Kakoravi
Ghazal
raaz-e-Gam majlis-e-ahbaab kii tafriih nahii.n
aa.ina-KHaane me.n kyo.n sham' jalaa dii jaa.e
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
aap kii majlis-e-aalii me.n alarraGm raqiib
ba-ijaazat ye gunahgaar uThe aur baiThe