SEARCH RESULTS
Showing search results for "majlis-e-shuuraa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "majlis-e-shuuraa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "majlis-e-shuuraa"
Ghazal
ai KHizr-e-vaqt majlis-e-aqtaab-e-vaqt me.n
zikr-e-mo.aamla ho na fikr-e-ma.aal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
majlis-e-shaam-e-Gariibaa.n hai bapaa chaar pahar
mustaqil bas abhii maahaul-e-azaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Nazm
kitab ka kiDa
kyaa KHuub hai ye majlis-e-auraaq-e-kuhan bhii
viiraan kutub-KHaano.n kii diimak tirii loby
Aziz Hamid Madni
Nazm
KHizr-e-rah
majlis-e-aa.iin-o-islaah-o-ri.aayaat-o-huquuq
tibb-e-maGrib me.n maze miiThe asar KHvaab-aavarii
Allama Iqbal
Kulliyat
ham be-KHudaan-e-majlis-e-tasviir ab ga.e
tum baiThe intizaar hamaaraa kiyaa karo
Meer Taqi Meer
Sher
guzar rahaa hai idhar se to muskuraataa jaa
charaaG-e-majlis-e-ruuhaaniyaa.n jalaataa jaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Nushur Wahidi
Salam
Naseer Turabi
Ghazal
ajiib majlis-e-ahl-e-kamaal hai ki yahaa.n
har ek apnaa taraf-daar Dhuu.nDne niklaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
hai miraa har sher-e-tar 'bahraam' kaisaa pur-asar
jis ko dekho majlis-e-ahl-e-suKHan me.n mast hai
Bahram ji
Nazm
KHun phir KHun hai
mahmil-e-majlis-e-aqvaam kii lailaa se kaho
KHuun diivaana hai daaman pe lapak saktaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
chaaro.n taraf hai aag magar darmiyaan-e-shahr
baiThaa hai yaar majlis-e-jashn-e-tarab lagaa.e
Sarmad Sahbai
Nazm
KHwab ke sannaTe
KHad-o-KHaal ke sau rang liye
qahqahe majlis-e-ahbaab shagufta chehre
