SEARCH RESULTS
Showing search results for "majzoob e sheeraz"
Ghazal MATCHES FOR "majzoob e sheeraz"
Ghazal
Sheeraz Khan
Ghazal
'shiiraaz' maante hai.n ki aadat KHaraab hai
par aadat-e-KHaraab se parhez kyaa kare.n
Shiraz Ali
Ghazal
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
ai jaan-e-'zafar' 'haafiz'-o-'saadii' kii qafaa me.n
ab vaaris-e-mai-KHaana-e-shiiraaz hamii.n hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
ab shaa.irii me.n aur kisii ko bhii de.n jagah
majzuub-o-mast-o-faqr-o-qalandar nikaal kar
Irshad Ahmad Niazi
Ghazal
tar-dimaaGii jo ba.Dhe nashsha-e-ma.anii kii 'muniir'
kaasa-e-sar mujhe jaam-e-mai-e-shiiraaz hu.aa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ab sikandar-puur rashk-e-KHitta-e-shiiraaz hai
laa.e hai.n tashriif ustaad-e-suKHan-daa.n in dino.n
Ibraheem Aajiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHudaa kaa fazl hai aur faiz-e-saaqii-e-shiiraaz
ki mere she'r me.n hai kaif-e-baada-e-inabii
Ali Minai
Ghazal
ye din bhii 'KHaalid'-e-shiiraaz dekhne the hame.n
nazar uThaa.e.n to patjha.D kaa silsila dekhe.n
Khalid Shirazi
Ghazal
rahe KHayaal ki majzuub-e-ishq hai.n ham log
agar zamiin se phuu.nke.n to aasmaa.n u.D jaa.e.n
Rahat Indori
Ghazal
talKHi-e-kaam-o-dahan kii aabyaarii ke liye
daavat-e-shiiraaz-e-abr-o-baad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Dhuu.nDhtii phirtii hai kirdaar ko tamsiil-e-gunah
rat-jage KHatm hu.e 'KHaalid'-e-shiiraaz ke saath
Khalid Shirazi
Ghazal
qaa.el apnii guftuguu se KHaas kaa hotaa kaliim
'sa.adii'-e-shiiraaz bhii mujh se fasaahat maa.ngtaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
'mus.hafii' dasht-e-balaa kaa safar aasaan hai kyaa
saika.Do.n basra o shiiraaz me.n mar jaate hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
unvaan-e-soKHan 'Gaalib' o 'momin' kaa taGazzul
andaaz-e-nazar baada-e-shiiraaz kaa aalam