SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhmal"
Ghazal MATCHES FOR "makhmal"
Ghazal
KHvaab-e-jam.iyyat-e-maKHmal hai pareshaa.n mujh se
rag-e-bistar ko milii shoKHii-e-mizhgaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
'aniis' maKHmal o diibaa se kyaa faqiiro.n ko
isii zamiin ko ham farsh-e-KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
chaa.nd sitaare us ko dekh ke jalte hai.n
vo jagmag saa shiish-mahal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
haa.e vo aa.nkhe.n TaaT ko takte hii bujh ga.ii.n
haa.e vo dil ki jaanib-e-maKHmal nahii.n gayaa
Ismail Raaz
Ghazal
mulaa.im peT maKHmal saa kalii sii naaf kii suurat
uThaa siina safaa pe.Duu ajab joban kii naarii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
goraa vo galaa naazuk aur peT milaa.ii saa
siine kii safaa.ii bhii aisii goyaa maKHmal hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
raushan hai par chaa.nd saa maathaa teraa aur
gesuu tere maano maKHmal ke dhaage
Aarush Sarkaar
Ghazal
chain hargiz nahii.n maKHmal ke use takiye par
us parii ke liye ho huur ke par kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
raahe.n chamak uTThe.ngii KHurshiid kii mash.al se
hamraah sabaa hogii KHushbuu-e-sahar le kar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
farsh-e-maKHmal pe kabhii nii.nd na aa.ii mujh ko
itnii raas aa.ii mire ghar kii chaTaa.ii mujh ko
Aalam Nizami
Ghazal
dukh na paave kahii.n vo naaznii.n-gardan pyaare
takiya zinhaar sar-e-baalish-e-maKHmal na karo
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
'saad' Dartaa huu.n agar mai.n to bas ik KHvaahish se
vo jo kar de na barahna tujhe maKHmal ke liye
Saadullah Shah
Ghazal
mirii palak pe hai ehsaas jaise maKHmal saa
tumhaaraa KHvaab use chhuu ke chal diyaa hogaa