SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhmal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "makhmal"
Nazm
etiraf
bistar-e-maKHmal-o-sanjaab thii duniyaa merii
ek ra.ngiin o hasii.n KHvaab thii duniyaa merii
Asrarul Haq Majaz
PAGE MATCHES FOR "makhmal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "makhmal"
Nazm
ghas to mujh jaisi hai
use maKHmal banaane kaa saudaa liye
hamvaar kartii rahtii hai
Kishwar Naheed
Ghazal
'aniis' maKHmal o diibaa se kyaa faqiiro.n ko
isii zamiin ko ham farsh-e-KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
chaa.nd sitaare us ko dekh ke jalte hai.n
vo jagmag saa shiish-mahal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
haa.e vo aa.nkhe.n TaaT ko takte hii bujh ga.ii.n
haa.e vo dil ki jaanib-e-maKHmal nahii.n gayaa
Ismail Raaz
Ghazal
mulaa.im peT maKHmal saa kalii sii naaf kii suurat
uThaa siina safaa pe.Duu ajab joban kii naarii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Sher
baaham hu.aa kare.n hai.n din raat niiche uupar
ye narm-shaane lau.nDe hai.n maKHmal-e-do-KHvaabaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
goraa vo galaa naazuk aur peT milaa.ii saa
siine kii safaa.ii bhii aisii goyaa maKHmal hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
raushan hai par chaa.nd saa maathaa teraa aur
gesuu tere maano maKHmal ke dhaage
Aarush Sarkaar
Ghazal
chain hargiz nahii.n maKHmal ke use takiye par
us parii ke liye ho huur ke par kaa takiya






