SEARCH RESULTS
Showing search results for "makhmasaa"
Ghazal MATCHES FOR "makhmasaa"
Ghazal
ho ga.ii maKHmasa-e-qaht-o-giraanii me.n kamii
shukr hai saal-e-guzishta se ye saal achchhaa hai
Ismail Merathi
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
'aniis' maKHmal o diibaa se kyaa faqiiro.n ko
isii zamiin ko ham farsh-e-KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
us ke lams ko baaG kaa baaG tarastaa hai
vo shaadaab hai yaa maKHmal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
haa.e vo aa.nkhe.n TaaT ko takte hii bujh ga.ii.n
haa.e vo dil ki jaanib-e-maKHmal nahii.n gayaa
Ismail Raaz
Ghazal
mulaa.im peT maKHmal saa kalii sii naaf kii suurat
uThaa siina safaa pe.Duu ajab joban kii naarii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
phir na ho maKHmalii takiye kii zaruurat mujh ko
tere baazuu jo kabhii mere sirhaane lag jaa.e.n
Nadim Nadeem
Ghazal
goraa vo galaa naazuk aur peT milaa.ii saa
siine kii safaa.ii bhii aisii goyaa maKHmal hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
saaraa sabza thaa kisii maKHmalii bistar kii tarah
aur zamii.n ghaas ke taKHte pe thii sone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
raushan hai par chaa.nd saa maathaa teraa aur
gesuu tere maano maKHmal ke dhaage
Aarush Sarkaar
Ghazal
maKHmalii ho.nTo.n pe boso.n kii namii Thahrii hu.ii
saa.ns uljhii zulf bikhrii silvaTe.n poshaak par
Tahir Faraz
Ghazal
chain hargiz nahii.n maKHmal ke use takiye par
us parii ke liye ho huur ke par kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
maKHmal sii bichhaa de.nge qadmo.n ke tale saahil
dariyaa ubal aa.e.nge sad-mauj-e-guhar le kar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
farsh-e-maKHmal pe kabhii nii.nd na aa.ii mujh ko
itnii raas aa.ii mire ghar kii chaTaa.ii mujh ko
Aalam Nizami
Ghazal
ye ruud-e-KHvaab nahii.n maKHmase kaa dariyaa hai
Dubo.e ishq kabhii josh me.n uchhaale mujhe