SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaamaat-e-aah-o-fuGaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "maqaamaat-e-aah-o-fuGaa.n"
Ghazal
mujh ko dimaaG-e-shevan-o-aah-o-fuGaa.n nahii.n
ik aatish-e-KHamosh huu.n jis me.n dhu.aa.n nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
unhe.n haqiiqat-e-aah-o-fuGaa.n nahii.n ma.aluum
kahaa.n hai aag kidhar hai dhu.aa.n nahii.n ma.aluum
Natiq Azmi
Ghazal
ko.ii fazaa-e-aah-o-fuGaa.n me.n nahii.n rahaa
yaa'nii sukuun-e-dil ke jahaa.n me.n nahii.n rahaa
Miqdad Ahsan
Ghazal
shikva na ho tasalsul-e-aah-o-fuGaa.n rahe
vo chaahte hai.n aag na bha.Dke dhu.aa.n rahe
Tajammul Hussain Akhtar
Ghazal
dil ko ham ne maa.il-e-aah-o-fuGaa.n rahne diyaa
zindagii ko vaqf-e-aalaam-e-jahaa.n rahne diyaa
Nasir Ansari
Ghazal
bahut vaaqif hai.n lab-e-aah-o-fuGaa.n se
tabassum hai kahaa.n laa.uu.n kahaa.n se
Gorbachan Singh Dayal Maghmum
Ghazal
KHatm jis din shorish-e-aah-o-fuGaa.n ho jaa.egii
zindagii insaan par baar-e-garaa.n ho jaa.egii
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
dekho to mere naala-o-aah-o-fuGaa.n kii or
baan is ka.Dak se jaave hai kab aasmaa.n kii or
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
rone ko bahut ro.e bahut aah-o-fuGaa.n kii
kaTtii nahii.n zanjiir magar suud-o-ziyaa.n kii
Aashufta Changezi
Ghazal
mere ho.nTo.n pe mirii aah-o-fuGaa.n hai jaanaa.n
log kahte hai.n ba.Dii talKH zabaa.n hai jaanaa.n
Nirmal Nadeem
Ghazal
dard aaKHir dard hai aah-o-fuGaa.n hogaa zaruur
aag lagtii hai jahaa.n par bhii dhu.aa.n hogaa zaruur
Hamdam Siddiqi
Ghazal
mere ho.nTo.n pe ajab aah-o-fuGaa.n rahne diyaa
us ne furqat me.n bhii KHaamosh kahaa.n rahne diyaa