SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqta-e-be-ra.ng"
Ghazal MATCHES FOR "maqta-e-be-ra.ng"
Ghazal
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
mai-e-be-ra.ng kaa sau rang se rusvaa honaa
kabhii mai-kash kabhii saaqii kabhii miinaa honaa
Asghar Gondvi
Ghazal
kab talak ye shola-e-be-ra.ng manzar dekhiye
kyuu.n na harf-e-sabz hii likh kar zamii.n par dekhiye
Zeb Ghauri
Ghazal
Zia Faooqui
Ghazal
har rang-e-be-hijaab KHabar hai hijaab kii
zauq-e-nazar se puuchhiye qiimat naqaab kii
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
kufr ek ra.ng-e-qudrat-e-be-intihaa me.n hai
jis but ko dekhtaa huu.n vo yaad-e-KHudaa me.n hai
Bahram ji
Ghazal
kyaa muhiit-e-mai-e-be-ra.ng me.n tuufaa.n aayaa
josh-e-ra.ng anjuman-e-naaz se baahar guzraa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
dil ke har dard ne ash.aar me.n Dhalnaa chaahaa
apnaa pairaahan-e-be-ra.ng badalnaa chaahaa
Bashar Nawaz
Ghazal
hazaar jalva-e-be-ra.ng sad mataa.a-e-nazar
nahii.n hai husn ko haajat naqaab uThaane kii
Afqar Mohani
Ghazal
raqs me.n jalva-e-be-rang kii ra.anaa.ii hai
merii hastii me.n tirii zaat utar aa.ii hai
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
tiisraa ik shaKHs kartaa hai hamesha tazkira
qissa-e-be-rang kii sab raushnaa.ii us se hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
lamha-e-imkaan ko pahluu badalte dekhnaa
aatish-e-be-ra.ng me.n KHud ko pighalte dekhnaa
Tanveer Anjum
Ghazal
na shaam hai na saveraa ajab dayaar me.n huu.n
mai.n ek arsa-e-be-ra.ng ke hisaar me.n huu.n
Athar Nafees
Ghazal
Mohammad Moosa
Ghazal
ye phuul saada-o-be-ra.ng hii sahii lekin
tumhaare jo.De me.n kyaa KHushnumaa saa lagtaa hai
Maher Chand Kausar
Ghazal
dasht-e-be-rang se niklaa huu.n to ghar saamne hai
yaa'nii tanhaa.ii ko ik aur KHaraaba darpesh
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
kaTte rahe diivaaro.n ke saa.e se 'nazar' ham
is raahat-e-be-rang ke taalib bhii nahii.n the