SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqta-e-tamkii.n"
Ghazal MATCHES FOR "maqta-e-tamkii.n"
Ghazal
nigah me.n ramz-e-Gazal lab pe maqta-e-tamkii.n
bayaa.n to kiijiye us iKHtisaar me.n kyaa thaa
Masud Husain Khan
Ghazal
'asad' hai naz' me.n chal be-vafaa baraa.e-KHudaa
maqaam-e-tark-e-hijaab-o-vidaa-e-tamkii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
husn-e-Gaarat-gar-e-tamkii.n se ye kah de ko.ii
phir mujhe chaak-e-garebaa.n kaa KHayaal aataa hai
Saqib Kanpuri
Ghazal
ik fusuu.n-kaar hai Gaarat-gar-e-hosh-o-tamkii.n
jis ne shiishe me.n utaaraa hai KHudaa KHair kare
Amir Mausavi
Ghazal
junuu.n begaana-e-aadaab-e-tamkii.n
KHirad kaa paasbaa.n hai aur mai.n huu.n
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
ik aavaaz hai rahzan-e-hosh-o-tamkii.n
ko.ii raag is dhun pe gaayaa gayaa hai
Raj Kumari Suraj Kala Sarwar
Ghazal
tire zuhuur pe hotaa hai maqta'-e-hijraa.n
tire vujuud ko kahte hai.n intihaa-e-Gazal
Saleem Sagar
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
kuchh daava-e-tamkii.n me.n hai maazuur bhii zaahid
mastii me.n tujhe chaak-garebaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
yuu.n mast nigaaho.n se na kar dast-daraazii
pairaahan-e-tamkii.n kii masak jaa.e na cholii
Maikash Akbarabadi
Ghazal
kisii ke da.avaa-e-tamkii.n pe harf aataa hai
sa.nbhal ke aap zaraa mere vaaqi.aat kahe.n
Saifi Premi
Ghazal
ra.ng us mahfil-e-tamkii.n me.n jamaayaa na gayaa
KHaamushii se bhii miraa haal sunaayaa na gayaa
Ravish Siddiqi
Ghazal
Gamo.n kii bazm ki tanhaa.iyo.n kii mahfil thii
hame.n vo dushman-e-tamkii.n kahaa.n kahaa.n na milaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ra.ng rah rah ke tire ruKH kaa u.Daa jaataa hai
varna mai.n aur tirii mahfil-e-tamkii.n se uThuu.n