SEARCH RESULTS
Showing search results for "mard"
Ghazal MATCHES FOR "mard"
Ghazal
nishaan-e-raah dikhaate the jo sitaaro.n ko
taras ga.e hai.n kisii mard-e-raah-daa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
KHudii me.n Duubte hai.n phir ubhar bhii aate hai.n
magar ye hausla-e-mard-e-hech-kaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
piir-e-muGaa.n se ham ko ko.ii bair to nahii.n
tho.Daa saa iKHtilaaf hai mard-e-KHudaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq
hai mukarrar lab-e-saaqii pe salaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
hujuum kyuu.n hai ziyaada sharaab-KHaane me.n
faqat ye baat ki piir-e-muGaa.n hai mard-e-KHaliiq
Allama Iqbal
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
dhamkii me.n mar gayaa jo na baab-e-nabard thaa
ishq-e-nabard-pesha talabgaar-e-mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
naala aataa nahii.n kan-ras hai faqat ai bulbul
mard-e-sayyaah huu.n sun kar tirii aavaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
yaa sanjar o tuGral kaa aa.iin-e-jahaa.ngiirii
yaa mard-e-qalandar ke andaaz-e-muluukaana
Allama Iqbal
Ghazal
haa.e us mard kii qismat jo hu.aa dil kaa shariik
haa.e us dil kaa muqaddar jo banaa dil meraa