SEARCH RESULTS
Showing search results for "mare.n"
Ghazal MATCHES FOR "mare.n"
Ghazal
naaz o adaa o Gamza nigah panja-e-mizha
maare.n hai.n ek dil ko ye pil pil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
maare.n hai.n ham nagiin-e-sulaimaa.n ko pusht-e-dast
jab miT gayaa nishaan to go naam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
us ke naam pe maare.n khaanaa ab e'zaaz hamaaraa
aur kisii kii ye 'izzat auqaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye kyaa ki be-sabab aa.e qazaa javaanii me.n
ye kyuu.n na ho ki tumhaarii kisii adaa pe mare.n
Qateel Shifai
Ghazal
maare.n Taamak-To.iiye a.ndhiyaare me.n log
taare saare bujh ga.e dil ke ka.nval ke saath
Anjum Rumani
Ghazal
shaayad raqiib Duub mare.n bahr-e-sharm me.n
Duube.nge mauj-e-ashk kii tuGyaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ve ho.nT ki hai shor-e-masiihaa.ii kaa jin kii
dam leve.n na do-chaar ko taa jii se na maare.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mare.n hinduu musalmaa.n buu.Dhe bachche
siyaasat sirf kursii chaahtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
chup raho kyuu.n mizaaj puuchhte ho
ham ji.e.n yaa mare.n tumhe.n kyaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
jaa.e.n vo qatl-e-Gair ko ham rashk se mare.n
aisii to apnii jaan se bezaar bhii nahii.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
jii ye kare hai aaj ki tanhaa ji.e.n mare.n
kab mere iztiraab kaa ye ra.ng-Dha.ng thaa
Akram Naqqash
Ghazal
ham ji.e.n yaa ki mare.n kuchh nahii.n Gam shauq se aap
masnad-e-naaz pe farmaa.iye e.azaaz se ramz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
kisii kii duuriyaa.n dil ko sataa sataa maare.n
qariib rah ke ko.ii shaKHs duur hotaa hai
Sabiha Saba
Ghazal
shahr hai aaKHir ye ko.ii sard viiraana nahii.n
jiine vaale dam na maare.n zindagii ai zindagii
Jaleel Hashmi
Ghazal
qafas me.n aa.e ajal yaa mare.n nasheman me.n
do-roza ziist kaa ham ko kahii.n mazaa na milaa