SEARCH RESULTS
Showing search results for "mare.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mare.n"
Hindi Ghazal
ji.e.n to apne baGaicha me.n gul-muhar ke tale
mare.n to Gair kii galiyo.n me.n gul-muhar ke liye
Dushyant Kumar
Sher
qabro.n me.n nahii.n ham ko kitaabo.n me.n utaaro
ham log mohabbat kii kahaanii me.n mare.n hai.n
Ejaaz tawakkal
Sher
chup raho kyuu.n mizaaj puuchhte ho
ham ji.e.n yaa mare.n tumhe.n kyaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mare.n"
Ghazal
naaz o adaa o Gamza nigah panja-e-mizha
maare.n hai.n ek dil ko ye pil pil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
maare.n hai.n ham nagiin-e-sulaimaa.n ko pusht-e-dast
jab miT gayaa nishaan to go naam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
us ke naam pe maare.n khaanaa ab e'zaaz hamaaraa
aur kisii kii ye 'izzat auqaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye kyaa ki be-sabab aa.e qazaa javaanii me.n
ye kyuu.n na ho ki tumhaarii kisii adaa pe mare.n
Qateel Shifai
Sher
daulat-e-faqr-o-fanaa se hai.n tava.ngar ham log
juutiyaa.n maare.n hai.n iqbaal ke sar par ham log
Mushafi Ghulam Hamdani
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
bikhrii zulfe.n uryaa.n baa.nhe.n
jaan se maare.n jis ko chaahe.n
Josh Malihabadi
Mazahiya
Popular Meeruthi
Ghazal
maare.n Taamak-To.iiye a.ndhiyaare me.n log
taare saare bujh ga.e dil ke ka.nval ke saath
Anjum Rumani
Ghazal
shaayad raqiib Duub mare.n bahr-e-sharm me.n
Duube.nge mauj-e-ashk kii tuGyaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ve ho.nT ki hai shor-e-masiihaa.ii kaa jin kii
dam leve.n na do-chaar ko taa jii se na maare.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mare.n hinduu musalmaa.n buu.Dhe bachche
siyaasat sirf kursii chaahtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
chup raho kyuu.n mizaaj puuchhte ho
ham ji.e.n yaa mare.n tumhe.n kyaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Kulliyat
ishq aatish bhii jo deve to na dam maare.n ham
sham-e-tasviir hai.n KHaamosh jalaa karte hai.n









