SEARCH RESULTS
Showing search results for "marg-e-bhishm-pitaamah"
Ghazal MATCHES FOR "marg-e-bhishm-pitaamah"
Ghazal
KHvaab kaa rishta haqiiqat se na jo.Daa jaa.e
aa.iina hai ise patthar se na to.Daa jaa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
sitaaro.n se bharaa ye aasmaa.n kaisaa lagegaa
hamaare baa'd tum ko ye jahaa.n kaisaa lagegaa
Iftikhar Arif
Ghazal
abhii hai Gair ke altaaf se jafaa-e-habiib
vahii razaa hai hamaarii jo hai razaa-e-habiib
Jafar Ali Hasrat
Ghazal
diivaangii se dosh pe zunnaar bhii nahii.n
ya.anii hamaare jeb me.n ik taar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
nigaar-KHaana-e-arz-o-samaa milaa ki nahii.n
agar milaa to ko.ii dilrubaa milaa ki nahii.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
na gul na sarv miyaan-e-bahaar hotaa hai
hamaarii KHaak se paidaa chinaar hotaa hai
Meer Kallu Arsh
Ghazal
a.ndherii raat nafas ke diye jalaa.e hai.n
banaane vaalo.n ne KHurshiid tak banaa.e hai.n
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
naala juz husn-e-talab ai sitam-iijaad nahii.n
hai taqaazaa-e-jafaa shikva-e-bedaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
fasl-e-bahaar aa.ii hai paimaana chaahiye
bulbul ke saath naara-e-mastaana chaahiye
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dil kii nayyaa do naino.n ke moh me.n Duubii jaa.e
Dag-mag Dole haa.e re nayyaa Dag-mag Dole haa.e
Ghaus Siwani
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
saaqii tire baGair hai mahfil se dil uchaaT
so jaise jii udaas hai so dil se dil uchaaT
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kyaa kyaa na kiyaa ishq me.n kyaa kyaa na kare.nge
lekin Gam-e-jaanaa.n tujhe rusvaa na kare.nge