SEARCH RESULTS
Showing search results for "marhale"
Ghazal MATCHES FOR "marhale"
Ghazal
dard-o-Gam-e-firaaq ke ye saKHt marhale
hairaa.n huu.n mai.n ki phir bhii tum itne hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
safar me.n aise ka.ii marhale bhii aate hai.n
har ek mo.D pe kuchh log chhuuT jaate hai.n
Aabid Adeeb
Ghazal
badle badle mire Gam-KHvaar nazar aate hai.n
marhale 'ishq ke dushvaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
rah-e-hayaat me.n kuchh marhale to dekh liye
ye aur baat tirii aarzuu na raas aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
apne to ahad-e-shauq ke marhale sab ajiib the
ham ko visaal saa lagaa ek diyaa bujhaa hu.aa
Pirzada Qasim
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
ye laGzisho.n kaa tasalsul ye maazarat paiham
ye marhale to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
suuraj ke saamne hai.n na.e din ke marhale
ab raat jaa chukii hai guzishta pa.Daav par
Ehsan Danish
Ghazal
hamaaraa dard ajab marhale me.n hai ki jahaa.n
vo be-suKHan bhii nahii.n aur lab-kushaa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
abhii hai.n qurb ke kuchh aur marhale baaqii
ki tujh ko paa ke hame.n phir tirii tamannaa hai
Tabish Dehlvi
Ghazal
chalo is marhale par hii ko.ii tadbiir kar dekho
vagarna shahr me.n paanii to daaKHil hone vaalaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
musaafirat ke ka.ii marhale tamaam hu.e
ki merii KHaana-badoshii ko ab pa.Daav bhii de
Shakeel Azmi
Ghazal
ye marhale hai.n ajab is liye samundar se
hu.aa ko thaam ke mil baadbaa.n sambhaal ke mil
Farhat Abbas Shah
Ghazal
har marhale ke dosh pe tarkash ko dekh kar
maa.o.n ne apnii god me.n bachche chhupaa liye
Sibt Ali Saba
Ghazal
maqaam jin kaa mu.arriKH ke haafize me.n nahii.n
shikast o fat.h ke maabain marhale ham log