SEARCH RESULTS
Showing search results for "mariye"
Ghazal MATCHES FOR "mariye"
Ghazal
qaasid ko apne haath se gardan na maariye
us kii KHataa nahii.n hai ye meraa qusuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
dastake.n diijiye sar maariye jo marzii kare.n
roz to shaaho.n ke darbaar nahii.n khulte hai.n
Rishabh Sharma
Ghazal
jii chaahtaa hai shaiKH kii pag.Dii utaariye
aur taan kar chaTaaKH se ek dhol maariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
sar sham.a saa.n kaTaa.iye par dam na maariye
manzil hazaar saKHt ho himmat na haariye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
milnaa agar nahii.n hai to zaKHmo.n se faa.eda
chhup kar mujhe KHayaal ke patthar na maariye
Afzal Minhas
Ghazal
choTii paka.D ke nargis-e-jaaduu kii khii.nchiye
kalle ko us ke maariye lalkaar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hai kaun sii ye vaz.a bhalaa sochiye to aap
baate.n udhar ko kiije idhar aa.nkh maariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
paa.nv apnaa mere siine pe rakh diije ek baar
ik laat bhii to maariye haatim kii gor par
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
nafs-e-sag-e-paliid ko gar apne maariye
maanind-e-sher dasht-e-jahaa.n me.n Dakaariye
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
daaman bachaa ke shauq se Gussa utaariye
kiicha.D me.n saa.np ko bhii na patthar se maariye